|
|
|
YAAD RAKHEGI DUNIYA Movie - Ai Havaa Aa Ke Thaam Le AaNchal Added by Site Admin on 2007-12-02 05:12:35
| Rating | Not rated |
|
| YAAD RAKHEGI DUNIYA movie Fans (1) | ||
| add to My Songs | become a fan | |
![]() thudord |
||
| view all... | ||
Song By ANURADHA PAUDWAL
o o o, o.., o.. o, o..
( ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2 ) -2
( kaale-kaale baadal se ras barsaati hooN
barkhaa ki booNdoN mein jhoom ke gaati hooN ) -2
sehraa mein bhi jal barsaa dooN
sabki pyaas bujhaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
la la la la la la -2
aa.., la la la la la la la la la
( parvat se jharnaa banke bahti hooN
lahroN ke darpaN mein haNsti rahti hooN ) -2
titli jaisi uD ke dikhaa dooN
duniyaa ki sair karaa dooN
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2
ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2
| correct these lyrics |
Bookmark |
You have to be logged in to add a comment to this song.
ai havaa aa ke thaam le aaNchal lyrics @ Lyricsty.com
