Song By SUKHWINDER SINGH, AND KAVITA KRISHNAMURTHY SUBRAMANIAM
--MALE--
Chanda taare, sun le saare - 2
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
Chanda taare, sun le saare
--FEMALE--
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
--MALE--
Hum tum itna pyaar karenge - 2
Jo bhi sunega, voh yeh kahega
Kaun raha hai, kaun rahega
Pyaar raha hai, pyaar rahega
--FEMALE--
Pyaar raha hai, pyaar rahega
--MALE--
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
--FEMALE--
Mere dil ki, tere dil ki - 2
Baat koi bhi beh na jaaye
Baat ka dariya chhod ke saahil
Humse aage beh na jaaye - 2
Chanda taare, sun le saare
Ho, teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
--BOTH--
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
--MALE--
Chanda taare, sun le saare
--CHORUS--
Yaadein, yaadein, yaadein - 2
Most searched YAADEIN movie lyrics :1) Jab dil mile mile mile dil mile 2) Aye Dil Dil Ki Duniya Mein 3) Eli Re Eli 4) Yaadein Yaad Aati Hain (Male) 5) Kuch Saal Pehle 6) Yaadein Yaad Aati Hain (Female)
You have to be logged in to add a comment to this song.
Chanda taare, sun le saare lyrics @ elyricsworld.com
