Song By SUNIDHI CHAUHAN AND MAHALAXMI IYER
--FEMALE--
(Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain) - 2
(Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain) - 2
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein
--CHORUS--
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2
--FEMALE--
Bandhan ho to chhode
Darpan ho to tode
Hum sab hain mushkil mein
Yeh dil hai is dil mein
Yaadein, yaadein, o yaadein
--MALE--
Nagme hain, shikwe hain
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati
Yeh yaadein, haan yeh yaadein, yaadein
--FEMALE--
Yaadein, yaadein, yaadein
Duniya mein hum saare
Yaadon ke hai maare
Kuch kushiyaan, thode gham
Yeh humse, inse hum
Yaadein, o meethi meethi yaadein
Khatti meethi yaadein
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, oh yaadein
Most searched YAADEIN movie lyrics :1) Jab dil mile mile mile dil mile 2) Aye Dil Dil Ki Duniya Mein 3) Eli Re Eli 4) Yaadein Yaad Aati Hain (Male) 5) Chanda taare, sun le saare 6) Kuch Saal Pehle
You have to be logged in to add a comment to this song.
Yaadein Yaad Aati Hain (Female) lyrics @ elyricsworld.com
