|
|
|
YAARANA Movie - Tere Jaisa Yaar Kahan Added by Site Admin on 2007-12-02 05:12:35
| Rating |
|
|
| YAARANA movie Fans (1) | ||
| add to My Songs | become a fan | |
![]() thudord |
||
| view all... | ||
Song By KISHORE KUMAR
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
| correct these lyrics |
Bookmark |
You have to be logged in to add a comment to this song.
Tere jaisa yaar kahan lyrics @ Lyricsty.com
