gazab kiya tere waade pe aitabaar kiya
tamaam raat qayaamat ka intazaar kiya
sautan ghar na ja o more saiyaan -2
sautan ghar na ja bairan ghar na ja o more saiyaan
sautan ghar na ja o more saiyaan
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
kabar na thi ke hamein ashqabaar kar doge
hamaari kushiyaan kisi par nisaar kar doge
tod ke mera pyaar ka sapana -2
na ja padu main tore paiyaan o more saiyaan -2
sautan ghar na ja bairan ghar na ja o more saiyaan
Most searched WAARIS movie lyrics :1) Mere Pyaar Ki Umar Ho Itni Sanam 2) Raahi Matvaale Tu Ched Ek Baar (Slow Version) 3) Raahi Matwaale Tu Ched Ek Baar 4) Kabhi Hain Gam Kabhi
You have to be logged in to add a comment to this song.
Gazab Kiya Tere Vaade Pe lyrics @ elyricsworld.com
