Song By ASHA BHOSLE
chandamama dur ke, puye pakaayen boor ke
aap khaayen thaali mein, munne ko de pyaali mein
pyaali gayi toot munna gaya rooth
laayenge nayi pyaaliya baja baja ke taaliyaan
munne ko manaayenge ham doodh malaayi khaayenge,
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
chandamama ...
udankhatole baith ke munna chanda ke ghar jaayega
taaron ke sang aankh michauli khel ke dil behlayega
khel kood se jab mere munne ka dil bhar jaayega
thumak thumak mera munna vaapas ghar ko aayegaa,
chandamama ...
Most searched VACHAN movie lyrics :1) Dil Ka Guldasta
You have to be logged in to add a comment to this song.
Chanda Mama Duur Ke lyrics @ elyricsworld.com
