UDAN KHATOLA movie - Ghar Aaya Mehmaan Koi Lyrics

Rate:


Song By LATA MANGESHKAR
la:
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam

ko:
o ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam

la:
pehale nainan mein phir man mein aaya
chaandni mere jeevan mein laaya ho
ko:
pehale nainan mein phir man mein aaya ho
chaandni mere jeevan mein laaya ho
la:
o o chanda ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur, jiya chuur
ko:
hoy chanda ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur jiya chuur
la:
mohe chhede har aan
kare maan beimaan bane baalam
o bada zaalma ho bada zaalam
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com

la:
o kare natkhat ishaaron mein batiyaan -2
jiya dhadke mora -2
phadke ankhiyaan
ko:
o phadke ankhiyaan
la:
o o phadke ankhiyaan ho
ko:
kare natkhat ishaaron mein batiyaan
ho jiya dhadke moraa, phadke ankhiyaan
la:
o o laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer
ko:
hoy laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer
la:
kahi jaaye na jaan
main naadaan hu anjaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam

ko:
o ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam
add to
My Songs

Email
Print




all lyrics add new lyrics correct this lyrics download txt
to [x]

Most searched UDAN KHATOLA movie lyrics :1) Udan Khatole Waale AA Re 2) Haal E dil Main Kya Sunau 3) Mere Paas Aao Mere Dil Se Khelo 4) Garibon Ko Tu Aye Duniya 5) Chale Aaj Tum Jahaan 6) Dooba Tara Umeedo Ka 7) Humaare Dil Se Na Jana 8) More Sainya Ji Utarenge 

Comment:

Rating: CAPTCHA Image Reload Image



Ghar Aaya Mehmaan Koi lyrics @ elyricsworld.com
Top new lyrics :   Jesse Kaikuranta - Vie Mut Kotiin    Sara Bareilles - Sweet As Whole    Alina Devecerski - Flytta pa dej!    Dony - Mi Hermosa ft. Alex Mica    Quincy - Stay Awhile ft Kendre    YG - Pop It    Silversun Pickups - Skin Graph    Cocorosie - We are on Fire    MS MR - Hurricane    Elle Varner - Refill (Remix) ft Wale, T-Pain    Jadakiss - Street Knock Raspy ft Swizz Beatz, Asap Rocky    BTOB - Irresistible Lips    Victoria Justice - Make It In America    Sadiq - Ecke vom Nouga    KRIS - Diese Tage 

All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only
Copyright © www.sweetslyrics.com Please read our Privacy policy - 0.0238s