Song By LATA MANGESHKAR
Kis liye maine pyar kiya
Dil ko yoon hi beqarar kiya
Shaam savere teri raah dekhi
Raat din intezaar kiya
Aankhon mein maine kajal daala Maathe pe bindiya lagayi
Aise mein tu aa jaaye to kya ho raam duhai
Chupke mann mein armaanon ne li aisi angdai
Koi dekhe to kya samjhe ho jaaye rusvaai
Maine kyun singaar kiya
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Aaj woh din hai jiske liye main tadapi banke radha
Aaj mere mann ki bechaini badh gayi aur zyaada
Pyar mein dhoka na kha jaaye yeh mann seedha saada
Aisa na ho jhootha nikle aaj milan ka vaada
Maine kyun aeitbaar kiya
Dil ko yoon hi beqarar kiya
Shaam savere teri raah dekhi
Raat din intezaar kiya
Kis liye main pyar kiya
Posted By : Bharati Singh

Most searched THE TRAIN movie lyrics :1) Gulaabi Aankhen 2) Mujhase Bhala Ye Kaajal
Kis liye maine pyar kiya lyrics @ elyricsworld.com