Song By Lucky Ali
Yeh jawani jawani us pe aayi pareshaani
Apni mat mari, mat mari, har taraf na aamdani
Yeh zameen hai, aasman hai
Aur beech mein hain hum
Mare mare hai re hai re
Mare mare hai re hai
Na jaanoo kya maanoo
Kis kis ko pehchanoo
Yeh bhi jaanoo woh bhi jaanoo
Ab mein na kisi ko manoo
Yeh zameen hai, aasman hai..
Bhatak rahe hain, ke manzil hai kahin
Dhoond rahe hain, ek nayi zindagi
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Sab ko mile, sab mile, aur ho na kamee
Yeh beqaraari, qaraari, yeh beqaraari
Yeh tanhayi, hai aayee
Us pe aayee yeh judai
Yeh zameen hai, aasman hai..
Kis se mile hum, koi apna nahin
Hain fariyaadein, to kya kare koi
Ab seh seh kar gham piye jaate hain
Yeh zamaana, zamaana, naa pehchaana
Ab kya jataana, pachtaana
Sab ko hai bhool jaana
Yeh zameen hai, aasman hai..
Yeh jawani jawani us pe aayi pareshaani
Apni mat mari, mat mari, har taraf na aamdani
Yeh zameen hai, aasman hai
Aur beech mein hain hum
Mare mare hai re hai re
Mare mare hai re hai
Na jaanoo kya maanoo
Kis kis ko pehchanoo
Yeh bhi jaanoo woh bhi jaanoo
Ab mein na kisi ko manoo
Yeh zameen hai, aasman hai..
Bhatak rahe hain, ke manzil hai kahin
Dhoond rahe hain, ek nayi zindagi
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Sab ko mile, sab mile, aur ho na kamee
Yeh beqaraari, qaraari, yeh beqaraari
Yeh tanhayi, hai aayee
Us pe aayee yeh judai
Yeh zameen hai, aasman hai..
Kis se mile hum, koi apna nahin
Hain fariyaadein, to kya kare koi
Ab seh seh kar gham piye jaate hain
Yeh zamaana, zamaana, naa pehchaana
Ab kya jataana, pachtaana
Sab ko hai bhool jaana
Yeh zameen hai, aasman hai..
Most searched SUNOH (ALBUM) movie lyrics :1) O Sanam Mohabbat Ki Kasam 2) Kya Mausam Hai 3) Tum hi se 4) Aap Par Arz Hai 5) Yeh Mumbai Nagariya 6) Milegi Manzil 7) Pyar Ka Musafir
Yea Zameen Hai Yeh Aasman lyrics @ elyricsworld.com
