--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--MALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
--MALE--
Jo bhi chhupaaya tha is dil mein
Maine tujhko bataaya
--FEMALE--
Raaz-e-mohabbat maine bhi
Tujhse kabhi na chhupaaya
--MALE--
Kaisi hoti hai lagi mujhko to bata
--FEMALE--
Is mein hai bechainiyaan, is mein hai nasha
--MALE--
Hosh maangoon na khumaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
--MALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
Har dam chaahe itna mujhe
Hoga na aisa deewaana
--MALE--
Tere liye main jaane jahan
Chhodoon saara zamaana
--FEMALE--
Guzregi kaise bhala tanha zindagi
--MALE--
Ab to tere naam hai meri har khushi
--FEMALE--
Roop maangoon na singaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--MALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
--FEMALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
Phool maangoon na bahaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--MALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
--MALE--
Jo bhi chhupaaya tha is dil mein
Maine tujhko bataaya
--FEMALE--
Raaz-e-mohabbat maine bhi
Tujhse kabhi na chhupaaya
--MALE--
Kaisi hoti hai lagi mujhko to bata
--FEMALE--
Is mein hai bechainiyaan, is mein hai nasha
--MALE--
Hosh maangoon na khumaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
--MALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
--FEMALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
Har dam chaahe itna mujhe
Hoga na aisa deewaana
--MALE--
Tere liye main jaane jahan
Chhodoon saara zamaana
--FEMALE--
Guzregi kaise bhala tanha zindagi
--MALE--
Ab to tere naam hai meri har khushi
--FEMALE--
Roop maangoon na singaar maangoon - 2
Main to sanam tera pyaar maangoon
--MALE--
Phool maangoon na bahaar maangoon
--FEMALE--
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
Most searched ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN lyrics :1) Chanda Sitaare 2) Bechain Mera Yeh Dil Hai 3) Chupke se koi aayega 4) Sona Nahi Na Sahi 5) Haathon Ki Lakeeron Mein 6) Shukriya, Shukriya 7) Pehli nazar mili tumse 8) Is Tarah Dekho Na Humko 9) Kitni Bechain Hoke 10) Mohabbat Ke Din Ho
Phool Maangoon Na Bahaar lyrics @ elyricsworld.com
