laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane
chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar
gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2
ho kwaabon khayaalon mein, uljhe sawaalon mein, bas dekhe rasta tera
o jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane
chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar
aankhon mein nind, nindo mein khwaab, khwaabon mein tum mere
dil ke kareeb, dhadkan ke paas rehna mujhe tere
tera saath o tera saath o o o har pal rahe din raat
meri duwaayon mein, meri sadaayon mein, tu mere mann mein basa
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
o jaana o jaana jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane
chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar
woh paas aaye, lab thartharaaye, khaamosh ho jaba
haalat hamaari aakhir mein tumse kaise karu bayaan
ik baar o o o ik baar o o o kehde hai mujhse pyaar
saara jahaan bhulu, main aasmaan chhu loon, ho jaanu bas main tera
o jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2
Most searched SONU NIGAM lyrics :1) Bawari Piya Ki 2) Cham Cham 3) You And I Lets Do Balle Balle 4) O Re Paakhi 5) Ek Haseen Ladki Se 6) Lamha Lamha 7) Ai Mere Nanhe Yaar 8) Mujhko Tu Pyaar Karaade 9) aal izz well
You have to be logged in to add a comment to this song.
Gumsum Hai Dil Mera, Aajkal Gumsum Hai Dil Mera lyrics @ elyricsworld.com
