ALKA YAGNIK, MOHAMMAD AZIZ

ALKA YAGNIK, MOHAMMAD AZIZ - Bahut Jatate Ho Chah Humse lyrics

rate me

o o o .....

ho ho ho ....

bahut jatate ho chah humse - 2

karoge kaise vivah humse

aye dil - 8

kasam khuda ki yahi kahunga - 2

tumhare bin main na jee sakunga

aye dil - 8

yeh dard kya hain karaar kya hain

tumhe pata hain yeh pyar kya hain

deewana pan hain deewangi hain

suna hain maine yeh bekhudi hain

wafa ki raaho mein jalna hoga

kahi gire toh sambhalna hoga

sulagte sholo pe main chalunga - 2

wafa ke rango me rang lunga

aye dil - 8

nazar mein chehra taraash lunga

tumhari saansein ki pyaas lunga

yeh khwaab itna hasin kyon hain

tumhe wafa pe yakeen kyon hain

meri toh khwaahish tumhari chahat

mujhe bhi kab se tumhari hasrat

milao na yu nigaah humse - 2

ho jaaye na kahi gunaah humse

aye dil - 8

zamana humko karega ruswaah

jara bataao karoge tum kya

mujhe na ruswaai ka koi darr

tumhe toh chaha hain apne dam par

kisine humko juda kiya toh

khushi ke mausam mein gam diya toh

zamane ke saare gam sahunga - 2

na dur ab tumse main rahunga

aye dil - 8

bahut jatate ho chah humse - 2

karoge kaise vivah humse

aye dil - 16

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found