BARSAAT (NEW) movie

BARSAAT (NEW) movie - Maine Tumse Pyar Bahut Kiya lyrics

rate me

Song By Alka Yagnik

(maine tumse pyar bahut kiya

mera tumse pyar ab nahi

tera aeitbaar bahut kiya

tera aeitbaar ab nahi ) - 2

tu hain bewafaa mujhe hain khabar

jaata hain kaha pher ke nazar

tujhko miley khushiyan teri

tanhaai hain duniya meri

tera intezaar bahut kiya

tera intezaar ab nahi

maine tumse pyar bahut kiya

mera tumse pyar ab nahi

tumse kaha tha maine

mujhse wafaye karna

tum ho meri amaanat

mujhse daga nahi karna - 3

tujhpe jaan nisaar bahut kiya

tujhpe jaan nisaar ab nahi

tera aeitbaar bahut kiya

tera aeitbaar ab nahi

maine tumse pyar bahut kiya

mera tumse pyar ab nahi

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found