Authors by letter: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z Other 
Title Artist Lyric search lyrics



R. D BURMAN, ASHA BHOSLE - Duniya Mein Logon Ko Added by Site Admin on 2007-12-04 05:12:57

Rate this song  
Rating Not rated

Download "R. D BURMAN, ASHA BHOSLE" music 

Send "Duniya Mein Logon Ko" Ringtone to your Cell 
R. D BURMAN, ASHA BHOSLE Fans (1)
add to My Songs become a fan

thudord
   
     
  view all...


R D:
beeraa...
tara tara taraa, para para para
taraataraataraatara taraaru

duniya mein, logon ko
dhokha kabhi ho jaata hai
aankhon hi, aankhon mein
yaaron ka dil kho jaata hai

aashaa:
duniya mein ...

aar dee:
duniya mein ...
asha:
(naagin si meri chaal, rakhana dil ka khayaal
mere deevaanon kaa, ho jaata hai ye haal) -2
beedaa, beedaa, baayaraa, baayara
taraatara taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu ru
jaagi main, saari rain
saara jahaan so jata hai
aankhon hee, aankhon mein
yaaron ka dil kho jaata hai

R D:
(kahati hai ye nazar, kab kya ho kya khabar
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
duniya mein chand log, hote hain jaadugar) -2
beedaa, beedaa, baayaraa, baayara
taraatara taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu ru

asha:
suniye jee, un pe bhi
jaadu kabhi ho jaata hai
aankhon hee, aankhon mein
yaaron ka dil kho jaata hai

(R D:
pinjare mein chalake aap, a jaata hai shikaar
aashaa:
qaatil pe bhi kabhee, a jaata hai yoon pyaar) -2
beedaa, beedaa, baayaraa, baayara
taraatara taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu ru
baaton hee, baaton mein
hona hai jo ho jaata hai
aankhon hee, aankhon mein
yaaron ka dil kho jaata hai

asha:
duniya mein ...

Send "Duniya Mein Logon Ko" Ringtone to your Cell 

Download "R. D BURMAN, ASHA BHOSLE" music 

correct these lyrics Bookmark           
Digg this!  Del.icio.us  StumbleUpon  Reddit  Furl  Facebook 
More "R. D BURMAN, ASHA BHOSLE" lyrics

   You have to be logged in to add a comment to this song.
Comment:

Rating:   1 2 3 4 5

Duniya Mein Logon Ko lyrics @ Lyricsty.com




All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only
Copyright © www.sweetslyrics.com Please read our Privacy policy