Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Oh oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Pyaar se kasne ko baahon mein basne ko
Dil mera lalchaaye koi to aa jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Oh thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko
Mera mann tarsaaye koi to chhoo jhaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Hey chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko
Dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
La la la..

Most searched KISHORE KUMAR lyrics :1) Mere Naina Sawan Bhado 2) Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna 3) Mera Tujhse Hai Pehle 4) Pyar diwana hota hai 5) O Mere Dil Ke Chain 6) MERE MEHBOOB QAYAMAT HOGI 7) Rote Rote Hasna Seekho 8) Pyar Maanga Hai Tumhi se 9) Musafir Hoon Yaaron Na 10) Yeh Jeevan Hai
Neele neele ambar par chaand jab aaye lyrics @ elyricsworld.com