|
|
|
KISHORE KUMAR - Aaisa Kabhi Hua Nahi Added by Site Admin on 2007-12-04 05:12:57
| Rating |
|
|
| KISHORE KUMAR Fans (1) | ||
| add to My Songs | become a fan | |
![]() thudord |
||
| view all... | ||
sunita sunita sunita
aisa kabhi hua nahi jo bhi hua khoob hua
dekhate hi tujhe hosh gum hue hosh aaya to dil mera dil na raha
aisa kabhi hua nahi jo bhi hua khoob hua
reshami zulfein hain saavan ki ghataaon jaisi
palkein hain teri ghane ped ki chhaanv jaisi
bholapan aur hansi aafreen aafreen
aisa kabhi hua nahi ...
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
jheel si aankhon mein masti ke jaam leharaaye
jab honth khule tere sargam baje, mehke fizaaye
har ada dil nasheen aafreen aafreen
aisa kabhi hua nahi ...
patli si gardan mein ek baal hai suraahi jaisa
andaaz matakne ka dekha na kisi ne aisa
gulbadan naazaneen aafreen aafreen
aisa kabhi hua nahi ...
| correct these lyrics |
Bookmark |
You have to be logged in to add a comment to this song.
Aaisa Kabhi Hua Nahi lyrics @ Lyricsty.com
