aao manaayen jashn-e-mohabbat jaam uthaaye jaam ke baad
shaam se pehle kaun soche kya hona hai shaam ke baad, aao manaayen
hamaari tamanna tumhe pyaar karna (hamein aur karna kya - 2)
mohabbat mein ruswa huye bhi to kya hai duniya se darna hai kya
aage koi ilzaam nahi hai chaahat ke ilzaam ke baad
aao manaayen jashn-e-mohabbat jaam uthaaye jaam ke baad aao manaayen
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
ye aalam hai jaise udda ja raha ho (tumhen leke baahon mein - 2)
tumhaare labon se hamaare labon tak nahi koi raah mein
kaise koi ab dil ko sambhaale itane hasi paigaam ke baad

shaam se pehale kaun soche kya hona hai shaam ke baad, aao manaayen

Aao Manaayen Jashn-E-Mohabbat lyrics @ elyricsworld.com