ABHIJEET SAWANT

ABHIJEET SAWANT - Lafzon Mein Keh Na Saku lyrics

rate me

lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun(2)

nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai

lafzon mein...

halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,

pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,

chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.

aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi janeman

janeja

na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)

nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai

lafzon mein

mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan

mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar

kehti hai chahate deewana mein ho gaya

teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya

yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya jane man

janeja

lafzon mein.......

Posted By : Devina

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found