Song By HARIHARAN
(O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali) - 2
Aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra
Ho, aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Ho, aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
Der se laheron mein kamal sambhaale hue mann ka
Jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa
Ho, der se laheron mein kamal sambhaale hue mann ka
Ho, jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa

Most searched DIL VIL PYAR VYAR movie lyrics :1) Barsaat Bhi Aakar 2) Mere Samnewali Khidki Mein 3) Raat Kali Ek Khwaab 4) O Haseena Zulfonwali 5) Yaadon Ki Baaraat 6) Kya Jaanoon Sajan
O Hansini lyrics @ elyricsworld.com