duniya se dil laga kar duniya se kya milega
yaad-e-khuda kiye jaa, tujh ko khuda milega
daulat ho ya hukuumat, taaqat ho ya jawani
har cheez mitne wali, har cheez aani-jaani
ye sab gurur ek din mitti mein ja milega
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com

aata nahi palat kar guzra hua zamana
kya khwab ka bharosa, kya maut ka thikana
ye zindagi ganva kar kya faayada milega

Most searched JAGJIT SINGH lyrics :1) Jab Samne Tum Aa Jate Ho 2) Haath Chhute Bhi To Rishtey Nahi Choda Karte 3) Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein 4) Deenan Dukh Haran Dev 5) Kal Chaudvin Ki Raat Thi 6) Koi yeh kaise bataye ke 7) Badi naazuk hai ye manzila 8) Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai 9) Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai 10) Kabhi yoon bhi to ho
Duniya Se Dil Lagakar lyrics @ elyricsworld.com