Song By KAVITA KRISHNAMURTHY
Aa, aa
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2
Kya jaanoon sajan
(Jab se mili nazar maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere, dekho sajna) - 2
Dhar li jo pyaar se meri kalaaiyaan
Piya teri ungliyaan ho gayi kangna
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan
(Kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne) - 2
Chehre ki dhool kya chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apni
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2
Kya jaanoon sajan, hm hm hm hm

Most searched DIL VIL PYAR VYAR movie lyrics :1) Barsaat Bhi Aakar 2) Mere Samnewali Khidki Mein 3) O Hansini 4) Raat Kali Ek Khwaab 5) O Haseena Zulfonwali 6) Yaadon Ki Baaraat
Kya Jaanoon Sajan lyrics @ elyricsworld.com