HERO (OLD) movie

HERO (OLD) movie - Pyar Karnewale Kabhi Darte Nahi lyrics

rate me

Song By LATA MANGESHKAR, MAHAR

logon se suna hai kitaabon mein likha hai

sab ne yahi kaha hai sab ne yahi kaha hai

pyaar karne waale kabhi darte nahi

jo darte hain vo pyaar karte nahi

lambi deevaaren chunva do laakh bitha do pahare

raste mein bichha do oonche parvat saagar gahare

toofaan kab rukate hain baadal jab jhukate hain

taare kah uthate hain saare kah uthate hain

pyaar karne waale kabhi darte nahi ...

pyaar chhupe na khushbu ye elaan kaho to kar doon

chutki bhar sindoor manga de maang main teri bhar doon

duniya kya kar legi duniya se kahegi

bas kehti hi rahegi, bas kehti hi rahegi

pyaar karne waale kabhi darte nahi ...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found