|
|
|
RAFI - Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya Added by Site Admin on 2007-12-04 05:12:57
| Rating | Not rated |
|
| RAFI Fans (1) | ||
| add to My Songs | become a fan | |
![]() thudord |
||
| view all... | ||
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare
to ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare
phir hamein kis baat ki saza de rahe ho
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
jaha pyaar hoga shararat bhi hogi
jaha hogi antpan mobabbat bhi hogi
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai
kahi kuch kami si magar rah gayi hai
meri wafa ka ye kya sila de rahe ho
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
| correct these lyrics |
Bookmark |
You have to be logged in to add a comment to this song.
Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya lyrics @ Lyricsty.com
