Song By MOH. RAFI
jaapaan love in tokyo -2
le gayi dil gudiya jaapaan ki -2
paagal mujhe kar diya -2
jaapaan love in tokyo ...
ye to shahar mastaana jiska andaaz maashooqaana
deta hai pyaar ka paimaana karta hai sabko deewana -2
le gayi dil ...
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
dekho vo gori-gori raahen hamko ishaare se bulaayen
kitni rangeen hain fizaayen jaapaani pariyaan muskaraayen -2
le gayi dil ...
naache har mod par jawaani kehti hai pyaar ki kahaani
aayi vo kaibare ki raani jiski ada mein zindagaani -2
le gayi dil ...
Most searched LOVE IN TOKYO movie lyrics :1) Mujhe Tum Mil Gaye 2) Aaja Re Aa Zara 3) O Mere Shaah-E-Khooban 4) Koi Matwala Aaya Mere Dwaare
You have to be logged in to add a comment to this song.
Jaapan Love In Tokyo lyrics @ elyricsworld.com
