HARI KA DHYAAN LAGA MAN MERE (BHAJANS) - ALBUM movie

HARI KA DHYAAN LAGA MAN MERE (BHAJANS) - ALBUM movie - Ankhiyaan Hari Darshan Ki Pyaasi lyrics

rate me

Song By MOHAMMAD RAFI

ankhiyaan hari darshan ki pyaasi

(dekhyo chaahat kamal nain ko) - 2

nis din rahat udaasi

ankhiyaan nis din rahat udaasi

ankhiyaan hari darshan ki pyaasi

aaye uudho ghire gaye aangan

daari gaye gare phaansi

(ankhiyaan hari darshan ki pyaasi) - 2

(kesar tilak motiyan ki maala) - 2

vrindaavan ko vaasi

(ankhiyaan hari darshan ki pyaasi) - 2

kaahu ke man ki kou na jaane

logan ke man haasi

(ankhiyaan hari darshan ki pyaasi) - 2

suuradaas prabhu tumhare darash bin

lehon karawat kaasi

(ankhiyaan hari darshan ki pyaasi) - 2

hari darshan ki pyaasi

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found