|
|
|
K MOHAN - Lamha Yeh Jaayega Kahaan Added by Site Admin on 2007-12-04 05:12:57
| Rating |
|
|
| K MOHAN Fans (1) | ||
| add to My Songs | become a fan | |
![]() thudord |
||
| view all... | ||
khushanuma, aawaara sa, besabab, bechaara sa lamha tha
jindagi ke aasmaan mein tuta sa woh taara tha, tanha tha
keh rahein hai zarrein dekho, raaston se gujra tha yahaan
dhundatein hai usako lekin gaayab hai pairon ke nishaan
lamha yeh jaayega kahaan - 2
lamha kahaan yeh kho gaya, ik pal mein tanha ho gaya
aaye jo mausam naye, manjar badal jaayenge
shaakhon se patte gire, girake kidhar jaayenge
keh rahein hai zarrein dekho, raaston se gujra tha yahaan
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
dhundatein hai usako lekin gaayab hai pairon ke nishaan
(lamha yeh jaayega kahaan - 2
lamha kahaan yeh kho gaya, ik pal mein tanha ho gaya) - 2
shabnam ka katra hai yeh, sholein bujha jaayega
kar jaayega aankhein nam yaadon mein bas jaayega
baarisho ki bundein barase, baadalon ke dil halke huye
jaane pehchaane chehron ke aks bhi kyun dhundalein huye
(lamha yeh jaayega kahaan - 2
tanha yeh jaayega kahaan - 2) - 3
| correct these lyrics |
Bookmark |
You have to be logged in to add a comment to this song.
Lamha Yeh Jaayega Kahaan lyrics @ Lyricsty.com
