maula maula maula mere maula, maula, maula
maula mujhko tu pyaar karaade
ishq ka dariya (paar karaade maula paar karaade - 2)
jo khaabon mein poshida hai - 2
usaka tu didaar karaade maula pyaar karaade
pyaar karaade, didaar karaade
chaahat ki aawaara manjil - 2, armaano ki suni mehfil
tanha rehna abb hai mushkil, abb toh nazarein chaar karaade maula
pyaar karaade, didaar karaade - 2
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
yaadon ka aalam hai kaatil - 2, rehta hai paagal paagal dil
dhadkano mein bekaraari yaar se tu ikraar karaade maula
pyaar karaade, didaar karaade - 2
maula, maula mujhko tu pyaar karaade
ishq ka dariya (paar karaade maula paar karaade - 2)
jo khaabon mein poshida hai - 2
usaka tu didaar karaade maula payaar karaade
payaar karaade, didaar karaade
Most searched SONU NIGAM lyrics :1) Bawari Piya Ki 2) Gumsum Hai Dil Mera, Aajkal Gumsum Hai Dil Mera 3) Cham Cham 4) O Re Paakhi 5) You And I Lets Do Balle Balle 6) Ek Haseen Ladki Se 7) Lamha Lamha 8) Ai Mere Nanhe Yaar 9) aal izz well
You have to be logged in to add a comment to this song.
Mujhko Tu Pyaar Karaade lyrics @ elyricsworld.com
