|
|
|
SONU NIGAM - Ai Mere Nanhe Yaar Added by Site Admin on 2007-12-04 05:12:57
| Rating | Not rated |
|
| SONU NIGAM Fans (1) | ||
| add to My Songs | become a fan | |
![]() thudord |
||
| view all... | ||
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar - 2
ai mere nanhe yaar - 4
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar - 2
ai mere nanhe yaar - 3
tum jo keh do mujhe ek baar, tumpe main kardu jaan bhi nisaar
ai mere nanhe yaar - 3
tujhme hai aisa bholapan jispe fida hai mera mann
tu muskuraaye jab kabhi jhumein khushi se jindagi
tera mera rishta aisa, jism mein rehti jaan ke jaisa
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
tumhi se hai - 3 mera karaar
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar
ai mere nanhe yaar - 3
yeh teri meri dosti tode se tute na kabhi
jalta hai humse yeh jahaan yaaraana aisa hai kahaan
koi jale toh jalta jaaye, humpe kabhi bhi aanch na aaye
tere liya main utha lu duniya ke dard hazaar
jabse tumse huyi dosti zindagaani mein aayi bahaar
ai mere nanhe yaar - 3
| correct these lyrics |
Bookmark |
You have to be logged in to add a comment to this song.
Ai Mere Nanhe Yaar lyrics @ Lyricsty.com
