DHOKA movie

DHOKA movie - Anjaana Dil Kya Jaane lyrics

rate me

Song By KAY KAY/M.M KREEM

(anjaana dil kya jaane, begaana dil kya jaane

darr jaata hai kyun paake khushiyaan

yeh jo main bekaraar hoon, har lamha ishq toh nahi

yeh jo mujhe bekhudi si hai, tu jaise mujhmein hai kahin) - 2

kabhi baahon mein hai duniya

kabhi khaali khaali raahein

kabhi barta hai dil thandi thandi aahein

kabhi aankhon mein hai sapne

kabhi palko pe hai aansoo

yeh ishq dikhaaye kaise kaise jaadu

kabhi dhoop kabhi barsaatein

kabhi kabhi tanha tanah raatein

mausam hai kitne aate jaate in wafaaon ke

anjaana dil kya jaane, begaana dil kya jaane

darr jaata hai kyun paake khushiyaan

yeh jo main bekaraar hoon, har lamha ishq toh nahi

yeh jo mujhe bekhudi si hai, tu jaise mujhmein hai kahin

milna hai pal do pal ka, phir lambi hai tanhaayi

pachaayi se kat jaati hai pachaayi

kho jaata hai woh chehara, bas aati hai aawaazein

dil karata hai khud se hi aksar baatein

wahin phiki phiki subahein, wahi ojhal ojhal shaamein

mausam hai kitne aate jaate in wafaaon ke

anjaana dil kya jaane, begaana dil kya jaane

darr jaata hai kyun paake khushiyaan

yeh jo main bekaraar hoon, har lamha ishq toh nahi

yeh jo mujhe bekhudi si hai, tu jaise mujhmein hai kahin

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found