|
|
|
KAILASH KHER - Saawariyaan Tujh Bin Chain Kahaan Se Paanvu Added by Site Admin on 2007-12-04 05:12:57
| Rating | Not rated |
|
| KAILASH KHER Fans (1) | ||
| add to My Songs | become a fan | |
![]() thudord |
||
| view all... | ||
saawariyaan saawariyaan..............
saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu
kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu
chaan chidaayein woh nahin aaye
tanahaayi abb bahot sataayein
waqt kate na badhate jaaye
har ik pal ko saal banaaye
saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu
kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
(girte taarein se kuchh maangu
bas yahin aas le raat ko jaagu) - 2
par har raat na girta taara
dhund liya aakash yeh saara
kaun jatan kar tujhko paanvu
kaise kar tere paas main aanu
saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu
kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu
saawariyaan saawariyaan..........
| correct these lyrics |
Bookmark |
You have to be logged in to add a comment to this song.
Saawariyaan Tujh Bin Chain Kahaan Se Paanvu lyrics @ Lyricsty.com
