Waheeda Rehman - phuulo.n ke ra.ng se, dil kii kalam se Lyrics
phuulo.n ke ra.ng se, dil kii kalam se
tujhako likhii roz paatii
kaise bataauu.N, kis kis tarah se
pal pal mujhe tuu sataatii
tere hii sapane, lekar ke soyaa
terii hii yaado.n me.n jaagaa
tere khayaalo.n me.n ulajhaa rahaa yuu.N
jaise ke maalaa me.n dhaagaa
haa.N, baadal bijalii cha.ndan paanii jaisaa apanaa pyaar
lenaa hogaa janam hame.n, ka_ii ka_ii baar
haa.N, itanaa madir, itanaa madhur teraa meraa pyaar
lenaa hogaa janam hame.n, ka_ii ka_ii baar
saa.Nso.n kii saragam, dha.Dakan kii viinaa,
sapano.n kii giitaa.Njalii tuu
man kii galii me.n, mahake jo haradam,
aisii juhii kii kalii tuu
chhoTaa safar ho, lambaa safar ho,
suunii Dagar ho yaa melaa
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
yaad tuu aae, man ho jaae, bhii.D ke biich akelaa
haa.N, baadal bijalii, cha.ndan paanii jaisaa apanaa pyaar
lenaa hogaa janam hame.n, ka_ii ka_ii baar
puurab ho pachchhim, uttar ho dakkhin,
tuu har jagah muskuraae
jitanaa bhii jaauu.N, mai.n duur tujhase,
utanii hii tuu paas aae
aa.Ndhii ne rokaa, paanii ne Tokaa,
duniyaa ne ha.Ns kar pukaaraa
tasaviir terii, lekin liye mai.n, kar aayaa sabase kinaaraa
haa.N, baadal bijalii, cha.ndan paanii jaisaa apanaa pyaar
lenaa hogaa janam hame.n, ka_ii ka_ii baar
haa.N, itanaa madir, itanaa madhur teraa meraa pyaar
lenaa hogaa janam hame.n, ka_ii ka_ii baar
ka_ii, ka_ii baar... ka_ii, ka_ii baar ...

Top New Lyrics
Vama Veche - Perfect fara tine Snakehips - On & On John Newman - Love Me Again FUTURE - Rehab (Amy Winehouse) Le Kid - We Are Young Chance The Rapper - Lost Wild Nothing - A Dancing Shell Savages - Shut Up VADO - God Hour Chance The Rapper - Cocoa Butter Kisses Cash Out - Another Country Dubb - Law Of Attraction Chance The Rapper - Pusha Man Logic - Break It Down Kirko Bangz - Long Time
Most Searched
Waheeda Rehman Lyrics
- 1. jinhe naaz hai hind par vo kahaa.n hai.n
- 2. ye nayan Dare Dare, ye jaam bhare bhare, zaraa pii
- 3. na tum hame.n jaano, na ham tumhe jaane.n
- 4. ye mahalo.n, ye taKto.n, ye taajo.n kii duniyaa
- 5. patthar ke sanam, tujhe hamane, muhabbat kaa khuda
- 6. guzare hai.n aaj ishq me.n ham us maqaam se
- 7. vaqt ne kiyaa, kyaa hasii.n sitam, tum rahe na tum
- 8. tumhe.n jo bhii dekh legaa, kisii kaa naa ho sakeg
- 9. aaj mujhe kuchh kahanaa hai, aaj mujhe kuchh kahan
- 10. tere mere sapane ab ek ra.ng hai.n
Sweetslyrics Charts
Sweetslyrics Poll
Would you have