Akshay Kumar - naam kyaa hai, pyaar kaa maaraa Lyrics

Rate:


la: naam kyaa hai?
ku: pyaar kaa maaraa
la: ghar kaa pataa do
ku: dil hai tumhaaraa
la: kyaa karate ho?
ku: tumase pyaar
la: isakaa natiijaa?
ku: kuchh ho yaar

la: naam kyaa hai?
ku: pyaar kaa maaraa...

ku: mai.n teraa diivaanaa, tuu merii diivaanii
aise kyo.n nai Kafaa?
la: kuchh na maanuu.N mai.n, jaanuu.N jaanuu.N mai.n
terii marzii hai kyaa
ku: kabhii lailaa majanuu
la: are jaa re jaa re jaa
ku: kabhii shirii.n farhaad
la: mujhe aise na sataa
ku: kabhii raa.Njhaa kabhii hiir
la: dil rakh duu.N mai.n chiir
ku: kabhii ##Romeo Juliet##
la: chal haT baajuu haT

Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
la: naam kyaa hai?
ku: pyaar kaa maaraa...

ku: siine me.n dil hai, dil me.n dha.Dakan hai
dha.Dakan me.n tuu hai basii
la: terii baato.n me.n, mai.n na aauu.Ngii
yuu.N na kar dillagii
ki: o chho.Duu.N na terii galii
la: tuu hai bha.Nvaraa mai.n kalii
ku: o raanii aise na aka.D
la: merii baahe.n na paka.D
ku: hai iraadaa meraa nek
la: duu diivaanaa dil-phe.nk
ku: mujhe Kvaabo.n me.n basaa
la: aise baate.n na banaa

la: naam kyaa hai?
ku: pyaar kaa maaraa
la: ghar kaa pataa do
ku: dil hai tumhaaraa
la: kyaa karate ho?
ku: tumase pyaar
la: isakaa natiijaa?
ku: kuchh ho yaar
add to
My Songs

Email
Print




all lyrics add new lyrics correct this lyrics download txt
to [x]

Most searched Akshay Kumar lyrics :1) Chandi Chowk To China 2) dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gayaa 3) tuu chiiz ba.Dii hai mast mast tU chiiz ba.Dii hai 4) vaadaa rahaa sanam, hon.nge judaa na ham 5) Talli Hua Talli Hua 6) dekho zaraa dekho barasaat kii jha.Dii 7) churaa ke dil meraa goriyaa chalii 8) vaadaa rahaa sanam, hon.nge judaa na ham 

Comment:

Rating: CAPTCHA Image Reload Image



naam kyaa hai, pyaar kaa maaraa lyrics @ elyricsworld.com
Top new lyrics :   Jesse Kaikuranta - Vie Mut Kotiin    Sara Bareilles - Sweet As Whole    Alina Devecerski - Flytta pa dej!    Dony - Mi Hermosa ft. Alex Mica    Quincy - Stay Awhile ft Kendre    YG - Pop It    MS MR - Hurricane    Silversun Pickups - Skin Graph    Cocorosie - We are on Fire    Elle Varner - Refill (Remix) ft Wale, T-Pain    Jadakiss - Street Knock Raspy ft Swizz Beatz, Asap Rocky    BTOB - Irresistible Lips    Victoria Justice - Make It In America    Sadiq - Ecke vom Nouga    KRIS - Diese Tage 

All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only
Copyright © www.sweetslyrics.com Please read our Privacy policy - 1.5735s