Sabri Brothers

Sabri Brothers - Tajdar e Haram lyrics

rate me

Kismat mein meri chain se jeena likhde

Doobe na kabhi mera safeena likh de

Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye

Aye kaatib-e-taqdeer, bass madina likhde

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Chashm-e-rahmat-ba-khusha soohe-malandaz nazar

Aye quraishi-la-kabi hasmhi-o-muttalabi

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Ya Rasool Allah Ba-elwale Kharab E Mabqi???

Roo Bakha Pukhta Dam Azsharm E Isya Bar Zameen

Muzna Becho Mun Na Bashad Dar Tamami Ummatad

Rehm Kun Ber Halima Ya Rehmat Allil Alameen

tori deed mein sud bud sub pisri kab tak ye rahegi bekhabari

Zehaal-e-miskeen makun taghaful,

Duraye naina banaye batiyan

Ke taab-e-hijran nadaram ay jaan,

Na leho kahe lagaye chatiyan.

Cho shama sozan cho zaraa hairan,

Hamesha giryan be ishq an meh.

Na nind naina na ang chaina,

Na aap aaven na bhejen patiyan,

tori deed mein sud bud sub pisri kab tak ye rahegi bekhabari

jo jaane walay madine ke hein sunein woh zara

shah e madina se itna zaroor keh dena

ke aik zakhmi e teer e nigeh nazar jo para

tarap tarap ke wo kehta tha ya Rasool Allah

tori deed mein sud bud sub pisri kab tak ye rahegi bekhabari

Daah e ka pigan duzi da nazar

kabhi sun bhe to lo humri battiyan

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Kehna! saba huzoor se, kehta hai ek ghulam

Bass ek nazar ho, ek nazar ka sawaal hai

Ya Mustafa Ya Mujtaba Irham Lana Irham Lana

Ya Mustafa Ya syed

ya mustafa ya syed

Mutaharoon, Munawaroon

Fil Bait e WalHaram

Ya Tayyab.....Allah

Ya Tayyab.....Allah

Ya Mustafa......Ya syed

Ya mustafa......Ya Syed

Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah

Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah

Phir gudriyon ko laal de, jaan paththaron mein daal de

Haavi ho mustaqbil pe hum, maazi sa humko haal de

Daawa hai teri chaah ka, is ummat-e-gumraah ka

Tere siva koi nahi, ya rahmat-al-lil-alameen

Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah

Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah

Ya mustafa, ya mujtaba, eraham-lana, eraham-lana

Dast-e-hama, bechara ra

Daama tuhi, pursa tuhi

Mann aasiyam, Mann ajizam

Mann bekasam, Haal-e-mara

Ya shafaye, roz-e-jazaa

Pursa tuhi, pursa tuhi

Aye mushtub-e-zambar fishaan

Paike naseem-e-sub haram

Aye charagar insanafas

Aye musliheh beemar-e-gham

Aye qaasid-e-parkhundapaye

Tujhko usi gul ki kasam

Ibnil tayari has saba

Yauman ila-ar-dil-haram

Ballib salami roza tann

Fi-han nabi-al-mohtaram

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge

Haami-e-bekasaan kya kahega jahan

Aapke darr se khaali agar jayenge

Koi apna nahi gham ke maaray hain hum

Aapke darr pe faryaad laaye hain hum

Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum

Aapka naam le le ke marjayenge

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Maikashon aao aao madine chalen

Aao madine chalen, chalo madine chalen

Aao madine chalen, Isi mahine chalen

Aao madine chalen, Haj ke mahine chalen

Dukh ranj-o-alam sab chhat-te hain

Hasnain ke sadke batt-te hain

Madine chalen, aao madine chalen

Chalo madine chalen, aao madine chalen

Tajalliyon ki ajab hai fazaa madine mein

Nigah-e-shauk ki hai inteha madine mein

Gham-e-hayat na khauf-e-khazaa madine mein

Namaz-e-ishq karenge adaa madine mein

Idhar udhar na bhatakte phiro khuda ke liye

Barah-e-raas hai raahe-e-khuda madine mein

Madine chalen, aao Madine chalen

Isi mahine chalen, chalo madine chalen

Maikashon aao aao madine chalen

Dast-e-saaqiy-e-kausar se peene chalen

Yaad rakho agar, uthgayi ek nazar

Jitne khaali hai sabb jaam bharjayenge

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr

Sakht mushkil hai aaqa kidhar jayen hum

Ap hi na garr na lenge, hamari khabar

Hum musibat ke maaray kidhar jayenge

Aapke darr se na koi khaali gaya

Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya

Ho habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazar

Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge

Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Tajdar-e-Haram

<br />

<br />

Thanks to Muhammad Bilal Khawaja

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found