Sajjad Ali

Sajjad Ali - Bolo Bolo lyrics

rate me

bolo bolo bolo kia dekha

bolo bolo bolo kiaa dekha tumne mere mein

kia dekha

wese to chehre hazaron hain

meri udas nigahon mein tumne kia dekha

kia dekha

meri gari dekhi

ya mera bangla dekha

ya mera sara bank balance dekha

mere sapne dekhe

na mera jazba dekha

na mera toota hoa dil dekhaaa

tumhe pyaar mujh se nahin hai

pyaar mujh se nahin hai

pyaaar mujh se nahin hai

mein tum se door chala jaoon

ya paas chala aoon

ikrar tum se nahin hai

socha tha pyaar tumhe karoon ga

socha tha pyaar zindagi bhar mein tumhe karoon ga

khwabon ka ghar jo banaya tha

woh ghar to mein ne tumhare liye hee sajaya tha

yeh khabar na thee

yeh pata na tha

tum to jhoota pyaar ho

tumhe apna kaha

tumhe pyaar diya

lekin tum koi aur hooo

tumhe pyaar mujh se nahin hai

pyaar mujh se nahin

pyaar mujh se nahin hai

mein tum se door chala jaoon

ya paas chala aoon

ikrar tum se nahin hai

tumhe pyaar mujh se

nahin pyaar mujh se nahin

pyaar mujh se nahin hai

mein tum se door chala jaoon

ya paas chala aoon

ikrar tum se nahin hai

tumhe pyaar mujh se nahin

pyaar mujh se nahin

pyaar mujh se nahin hai

mein tum se door chala jaoon

ya paas chala aoon ikrar tum se nahin hai.....

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found