hain abr karam tham tham ke baras
itna na baras ke woh aa na sake
woh aa jaaye to jum ke baras
aur itna baras ke woh jaa na sake
teri surat nigahon mein phirti rahe
ishq tera sataaye to mein kya karu
koi itna to aake bata de mujhe
jab teri yaad aaye to mein kya karu
maine kha ke nash-e-mand ko basne diye
aur yeh kehte bhi dil ko samjha diya
aashiana bana na mera kaam tha
koi bijli ghiraye to mein kya karu
husn aur ishq dono mein taqreek hain
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
kya karu mera dono pe imaan hain
gar khuda rut jaaye to sajde karu
aur sanam rut jaaye to mein kya karu
maine mangi thi yeh masjid o mein dua
mein jisse chahata hu woh mujhko mile
jo mera farz tha maine pura kiya
aab khuda hi na chahe to mein kya karu
main na jaata mehkaade ki taraf
le gaya ishq tera mujhe khech kar
main na peeta kabhi bhi khuda ki qasam
woh nazar se pilaye to mein kya karu
itna na baras ke woh aa na sake
woh aa jaaye to jum ke baras
aur itna baras ke woh jaa na sake
teri surat nigahon mein phirti rahe
ishq tera sataaye to mein kya karu
koi itna to aake bata de mujhe
jab teri yaad aaye to mein kya karu
maine kha ke nash-e-mand ko basne diye
aur yeh kehte bhi dil ko samjha diya
aashiana bana na mera kaam tha
koi bijli ghiraye to mein kya karu
husn aur ishq dono mein taqreek hain
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
kya karu mera dono pe imaan hain
gar khuda rut jaaye to sajde karu
aur sanam rut jaaye to mein kya karu
maine mangi thi yeh masjid o mein dua
mein jisse chahata hu woh mujhko mile
jo mera farz tha maine pura kiya
aab khuda hi na chahe to mein kya karu
main na jaata mehkaade ki taraf
le gaya ishq tera mujhe khech kar
main na peeta kabhi bhi khuda ki qasam
woh nazar se pilaye to mein kya karu
Most searched Munni Begum lyrics :1) Mariz-e-Mohabbat 2) Yeh Sila Mila Hai 3) Bhooline Wale Se Koi 4) Ae Mere Hum Nasheen 5) Tum Puchho Aur Mein 6) Aawargi Mein Hadse 7) Mein Nazar Se Pee 8) La Pila De Saqia 9) Ek Baar Muskurado 10) Ilm-o-ke Deewane
Teri Surat Nigahon lyrics @ elyricsworld.com
