Adnan Sami Khan

Adnan Sami Khan - Roothay Huay lyrics

rate me

rothay howay ho kiyon

mil ke juda ho kiyon

kuch kaho kuch suno

aisay baithay ho kiyon

..........

rothay howay ho kiyon

mil ke juda ho kiyon

..........

bin tumharay mera

dil lagay hai kahin na

durr ja ke tum se

ab mujhay na jeena

meray dil ko yoon na toro meri jaan

..........

rothay howay ho kiyon

mil ke juda ho kiyon

kuch kaho kuch suno

aisay baithay ho kiyon

..........

rothay howay ho kiyon

mil ke juda ho kiyon

..........

piyar kitna tum se

kaisay tum ko batayoon

tum kaho tu jana

jaan bhi lutaoon

dekho aisay zidd karo na meri jaaan

..........

rothay howay ho kiyon

mil ke juda ho kiyon

kuch kaho kuch suno

aisay baithay ho kiyon

..........

ra ra ra ra ho kiyon

mile ke juda ho kiyon

kuch kaho kuch suno

aisay baithay ho kiyon

..........

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found