Ali Haider - Hawa Hawa Lyrics

Rate:


hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day

hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day

phir kisi ke chehray ka rang khil gaya
bichra huwa aaj koi usko mil gaya
phir kisi ke chehray ka rang khil gaya
bichra huwa aaj koi usko mil gaya
kaise mil gaya, kahan mil gaya
humne tho dhoond liya sara zamana

hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day

yeh adaa bhi uski kya kaam kar gayi
jaati jaati ek haseen shaam kar gayi
yeh adaa bhi uski kya kaam kar gayi
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
jaati jaati ek haseen shaam kar gayi
shaam kar gayi, tere naam kar gayi
aise haseen chehray ko ab na bhulana

hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day

zindagi ki dhoop ko saaya kar gayi
aaj mere paas se woh guzar gaye
zindagi ki dhoop ko saaya kar gayi
aaj mere paas se woh guzar gayi
usne jo kaha, tumne bhi suna
yeh baat aur kisi ko na batana

hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day

hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
add to
My Songs

Email
Print




all lyrics add new lyrics correct this lyrics download txt
to [x]

Most searched Ali Haider lyrics :1) Tera Naam Liya Tu 2) Khushi Aayi Bade Din Baad 3) Koi Darwazah 4) Luddi Hai Jamalo 5) Ara Pajama 6) Chandni Raatein 7) Barish 8) Shama Pe Gaiyan 9) Narazgi 10) Chand Sa Mukhra 

Comment:

Rating: CAPTCHA Image Reload Image



Hawa Hawa lyrics @ elyricsworld.com
Top new lyrics :   Jesse Kaikuranta - Vie Mut Kotiin    Sara Bareilles - Sweet As Whole    Alina Devecerski - Flytta pa dej!    Dony - Mi Hermosa ft. Alex Mica    Quincy - Stay Awhile ft Kendre    YG - Pop It    MS MR - Hurricane    Silversun Pickups - Skin Graph    Cocorosie - We are on Fire    Elle Varner - Refill (Remix) ft Wale, T-Pain    Jadakiss - Street Knock Raspy ft Swizz Beatz, Asap Rocky    BTOB - Irresistible Lips    Sadiq - Ecke vom Nouga    Victoria Justice - Make It In America    KRIS - Diese Tage 

All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only
Copyright © www.sweetslyrics.com Please read our Privacy policy - 0.0223s