Ali Zafar

Ali Zafar - Dekha Jo lyrics

rate me

Dekha jo teri ankhon main deewana ho gaya

Teri in meethi baaton main mastana kho gaya(2)

Jaanon na kyun

lagti ho yun

jaaneman teri main

teri har ada pe main to hoon fida ye jaane khuda

dekha jo teri ankhon main deewana kaise na hota ho yaar

teri in meethon baaton main mastana kaise na khota ho yaar

Raat ka ho sama soya ho ye jahan

na koi darmian hooooo

baat ho yun baian

jaise koi azan

ishq tumse wahan hoooo

tere sang jhoom loon

haathon ko choomoo

aisa kuch ho jaye ho jaye jaisa mohabbat ke har ek fasane main humne parha

dekha jo teri ankhon main deewana ho gaya

teri in meethe baaton main mastana kho gaya

Saadagi uff khuda

nazuki bepanah

raat din teri suna hooo

neeati ho fana

dekhien tumko jahan

kehne se na hum mana hooo

jo chaha bol do

jo under khol do

dekho ji aise na aise na humse bahane karo na fasane gharo na meri jaan

dekha jo teri ankhon main deewana ho gaya

teri in meethi baaton main mastana kho gaya

jaanon na kyun

lagti ho yun

jaaneman teri main

teri har ada pe main to hoon fida ye jaane khuda

dekha jo teri ankhon main deewana kaise na hota ho yaar

teri in meethi baton main mastana kaise na khota ho yaar

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found